Hava maiN uRtay yeh KHak ke zarray,
Na janay kis kee haiN KHak ke zarray.
Her aik zarray maiN hai SHabeeh nihaN,
Ye kis ka laKHt-e-jigar THa, ye kis kee jaN.
HazaaroN saal se haiN vohee mah-o-saal,
Ke jin kee haqeeqat ka soCHna hai muhaal.
Ya Ilaahee bata ye maajra kia hai?
Ke jis KHak se uTHa THa KHameer, vaheeN ka hua.

No comments:
Post a Comment